Roman script

yu chaal chalo na matvali 

is dil pe qayaamat aati hai

naagin ko bhi dhokhaa hota hai 

jab zulf teri laharaati hai

yu chal chalo na matvali 

is dil pe qayaamat aati hai

shano pe gira do zulfo ko 

dopahar ki garmi kya shay hai

shano pe gira do zulfo ko 

dopahar ki garmi kya shay hai

suraj pe siyahi chha jaye jab zulf teri

taubaa tauba jab zulf teri laharaati hai

yu chal chalo na matvali 

is dil pe qayaamat aati hai

sab jhuuth hai

yu ham pe hansna thik nahi

duniyaa ki nazar lag jaayegi

yu ham pe hansna thik nahi

duniyaa ki nazar lag jaayegi

koi phuul samajh kar chuum na le teri hansi

vaah vaah jab teri hansi khil jati hai

yu chal chalo na matvali 

is dil pe qayaamat aati hai

lo nahi hansate

qurbaan nahi ke kahane par 

aise hi zuba se ha kah do 

qurbaan nahi ke kahane par 

aise hi zuba se haa kah do

chhotaa saa ye lafz-ae-mohabbat hai tasqin badi

allaah tasqin badi mil jaati hai

yu chal chalo na matvali 

is dil pe qayaamat aati hai

Explore this song