Roman script

yu shabnami pehle nahi thi chandani

chand wo bharma gaya, tujhko dekha to sharma gaya

wo churane laga hai nazar

yu shabnami pehle nahi thi chandani

chand wo bharma gaya, tujhko dekha to sharma gaya

wo churane laga hai nazar

yu shabnami

dekho chand aaya, chand nazar aaya 

dekho chand aaya, chand nazar aaya 

dekho chand aaya, chand nazar aaya 

aaya aaya aaya chand aaya sharmaya

haanji aaya aaya aaya sharmaya

tu bhi aaja saawariya

aaya aaya aaya dekho chand nazar wo aaya

dekho chand nazar dekho dekho ji chand nazar wo aaya

sharmaya aaya aaya aaya chand aaya sharmaaya

dhire dhire aake hwa gungunake har khabar de tumhari

kaisa ye nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumari

nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar

gumsum nazar jaye kidhar

kho gaye tujhme hum iss kadar

yu shabnami pehle nahi thi chandani

yu shabnami pehle nahi thi chandani 

chand wo bharma gaya, tujhko dekha to sharma gaya

wo churaane laga hai nazar

yu shabnami

Explore this song