Roman script

yu na akadiye yu na bigadiye

nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se

koi pata nahi pyar ka yu na akadiye yu ma bigadiye

nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se

koi pata nahi pyar ka yu na akadiye 

chahe jitna bacho chahe kitna daro

aji aankho ka jadu chalega

chahe gussa karo chahe shikwa karega

aji dil to kisi din jalega aapka ye garur koi kar dega chur

aapka ye garur koi kar dega chur

hosh ud jayega mere sarkar ka

yu na akadiye yu ma bigadiye

nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se

koi pata nahi pyar ka yu na akadiye 

lahk tan ke chalo lahk ban ke chalo

najare to mil ke rahengi

hoth dabe raho chahe kuch na kaho

aji aankhe to sab kuch kahengi

unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye

unche sar jhuk gaye kafile ruk gaye

jadu dekha ji nahi aji didar ka

yu na akadiye yu ma bigadiye

nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se

koi pata nahi pyar ka yu na akadiye 

aaj jiski ada nahi jachti jara aji kal dil ko bhane laga

jiske halat par nahi karte najar aji pal bhar me aane lagega

ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha

ye azab hai jaha sab hai mumkin yaha

dil badalta hai pal bhar me dildar ka yu na akadiye yu ma bigadiye

nam bura takrar ka kya jane ho jaye kisi se

koi pata nahi pyar ka yu na akadiye

Explore this song