Roman script

yu na dekho yu na dekho hume baar baar

yu na dekho yu na dekho hume baar baar

ho na jaye ho na jaye 

ho na jaye kahi humse pyaar 

yu na dekho hume baar baar

yu na dekho hume baar baar

nazre milake diwana bana do

nazre milake diwana bana do

dekhu shama ko parwana bana du

bachke zara rahna ji humse nahi kehna ji

bachke zara rahna ji humse nahi kehna ji

chhina dile bekarar 

azii dil ka hai kya etbaar 

azii dil ka hai kya etbaar

ho na jaye ho na jaye 

ho na jaye kahi humse pyaar 

yu na dekho hume baar baar

yu na dekho hume baar baar

sawli saloni ye surat hai pyari

sawli saloni ye surat hai pyari

dedo izzajat to jau me wari 

ye jhuki jhuki ankhe ye ruki ruki saanse 

ye jhuki jhuki ankhe ye ruki ruki saanse 

mohabbat ka faila khumaar

umra bhar na milega karar 

umra bhar na milega karar

ho na jaye ho na jaye

ho na jaye kahi humse pyaar 

yu na dekho hume baar 

yu na dekho hume baar

Explore this song