Roman script

yu muskura ke samne aaya na kijiye

yu muskura ke samne aaya na kijiye

dil le ke mere dil ko jalaya na kijiye

dil le ke mere dil ko jalaya na kijiye

yu muskura ke samne aaya na kijiye

kis baat ki khushi hai jara labh to kholiye

kis baat ki khushi hai jara labh to kholiye

kise hua hai pyar ka ikarar boliye

ikarar kijiye to bhulaya na kijiye

ikarar kijiye to bhulaya na kijiye

yu muskura ke samne

chayi hui bahar hai rangin raat hai

aayi hui labo pe mere dil ki baat hai

aayi hui labo pe mere dil ki baat hai

duniya ko dil ki baat bataya na kijiye

duniya ko dil ki baat bataya na kijiye

dil le ke mere dil ko jalaya na kijiye

Explore this song