Roman script

ehsaas me duba duba aawarapan

pagal pagal hai jismo jaa, jismo jaa, jismo jaa

betabiya kahe yahi najdikiya 

duri jo na hoti darmiyaa darmiyaa darmiyaa

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

maine tumhe chaha bade armaan se

tumhe dekha har pal pyar se, pyar se, pyar se

mere humnawa maine tumhe dil de diya

kabhi tum bhi kahte yaar se, yaar se, yaar se

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yaad aate hai bite huye wo sare pal

jinhe hum ne gujara sath me, sath me, sath me

dobara hum yahan agar milte nahi, chubhati

aahe jajbat me, raat me, raat me, raat me

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

hota nahi mere sanam tera intjaar 

katti nahi tanha zindagi, zindagi, zindagi

tum samne mere agar rahte sada

na hoti jaha ki bebasi, bebasi, bebasi

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

tufan sa, tufan sa, abhi yaha jo aaya tha

barbadi ka jo saya tha, saya tha, saya tha

us mauj me, us mauj me hum bhi kahi beh jate to

beh jate to, farman jo maut ka laya tha

laya tha, laya tha

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

yu hota to kya hota, yu hota to kya hota

Explore this song