Roman script

you can do it you can do it 

dastak do tufaano ke darwaajo pe 

shor macha do aandhi ki aawajo pe 

dastak do tufaano ke darwaajo pe 

shor macha do aandhi ki aawajo pe 

lad jao ad jao baadal ke sahare chadh jaao 

karo muththi me aakash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

pairo ke aage bichhe dariyaao ke raaste 

hauslo ki kashtiya chun lo apne waaste 

saahilo ko dhundh lo chattano ko chir ke 

panne palat do aaj se tum apni takdir ke 

lad jao ad jao baadal ke sahare chadh jaao 

karo muththi me aakash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

suraj se tum chhin lo naye hisse ki roshani 

mehnat ki saanso se tum sapno me bhar do jindagi 

waqt ki raftaar se ab takrana hai tumhe 

pichhe ab kuch bhi nahi pichhe ab kuch bhi nahi 

aage jana hai tumhe

lad jao ad jao baadal ke sahare chadh jaao 

karo muththi me aakash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash 

you can do it shabaash

Explore this song