Roman script
yahi hai duniya teri bhagwan yahi hai duniya teri bhagwan to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam yahi hai duniya teri bhagwan to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam o ho sab or udasi o ho sab aur andhera o ho sab or udasi o ho sab aur andhera ja re dekh liya jag tera ja re dekh liya jag tera ja re dekh liya jag tera ja re dekh liya jag tera arey bhagwan bade bhagwan are bhagwan bade bhagwan are bhagwan mite hum to rahega na nisha tera yahi jo hota raha badnaam to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam o ho ye majburi o ho ye anyay o ho ye majburi o ho ye anyay bhala kab tak saha jaye bhala kab tak saha jaye bhala kab tak saha jaye bhala kab tak saha jaye o bedardi o bedardi o bedardi o bedardi o bedardi tujhe ek din lag na jaye kisi ki haye rahe ye zulm agar subho sham to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam yahi hai duniya teri bhagwan to lega na koi bhi tera naam to lega na koi bhi tera naam are bhagwan bade bhagwan are bhagwan bade bhagwan arey bhagwan
Song details
- Singer: Madhubala Jhaveri
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Resham (1952)
- Composer: Hansraj Behl
- Lyricist: Prem Dhawan
Song video
singer: Madhubala Jhaveri, Mohammed Rafi