Roman script

ye zindagi chaman hai sukh dukh phul or kate

hum tum baagba hai kyu na milkar inko bante

ho mushkil dager ya lamba safer ho chahe anjana nagar

din ho ya raat chelenge sath ban ke sada hum humsafer 

kabhi na kabhi kahi na kahi bol uthenge ye sanate

ye zindagi chaman hai sukh dukh phul or kate

hum tum baagba hai kyu na milkar inko bante

hamesha khushi tumko mile saya bhi gum ka dur rhe 

aankho me ho sapne naye masti me tu chur rahe

jina usi ko ye ras aaye hans kar jo jiwan kate

ye zindagi chaman hai sukh dukh phul or kate

hum tum baagba hai kyu na milkar inko bante

ye zindagi chaman hai sukh dukh phul or kate

hum tum baagba hai kyu na milkar inko bante

Explore this song