Roman script

ye to pyar bhari duniya hain 

duniya se tu pyar kiye ja

ye to pyar bhari duniya hain 

duniya se tu pyar kiye ja

kar le tu kisi ko apna

ya hoke kisi ka jiye ja

ye to pyar bhari duniya hain 

ye jadu hain aisa jadu jisko sara jag mane

ye jadu hain aisa jadu jisko sara jag mane

ye boli hain aisi boli bin bole hi har koi jane

yahi naam hain sabse pyara

yahi naam hain sabse pyara

tu pyar ka naam liye ja

ye to pyar bhari duniya hain 

duniya se tu pyar kiye ja

ye to pyar bhari duniya hain 

sabke sine me dil hain 

aur dil dukhta hain sabhi ka

sabke sine me dil hain 

aur dil dukhta hain sabhi ka

insaan to hain jag me

jo jane dard kisi ka

apne hi liye kya jeena

apne hi liye kya jeena

auro ke liye to jiye ja

ye to pyar bhari duniya hain 

duniya se tu pyar kiye ja

ye to pyar bhari duniya hain

Explore this song