Roman script

ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka

dil naa churale kahi mera mausam bahaar ka

ye sama sama hai ye pyaar ka kisi ke intazar ka

dil naa churaale kahi mera mausam bahaar kaa

basane lage aankho mein basane lage aankho mein 

basane lage aankho mein basane lage aankho mein 

kuch aise sapne basane lage aankho mein 

kuch aise sapne koi bulaye jaise 

naino se apne koi bulaye jaise 

naino se apne ye sama sama hai ye pyaar ka 

kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera 

mausam bahaar kaa

milke khyalo mein hi apne balam se 

milke khyalo mein hi apne balam se 

nind gawa li apni maine kasam se 

maine kasam se ye sama sama hai ye pyaar ka 

kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera 

mausam bahaar kaa

mauasam bahaar ka ye sama sama hai khumar ka 

kisi ke intajar ka dil na churale kahi mera

mauasam bahaar ka ye sama sama hai khumar ka 

kisi ke intajar ka ye sama sama hai ye pyaar ka 

kisi ke intazar ka dil naa churaale kahi mera 

mausam bahaar kaa

Explore this song