Roman script

ye safar bhi kitna suhana hai ye safar bhi kitna suhana hai 
aage hum hai pichhe zamana hai 
aage hum hai pichhe zamana hai 
sath jab tum ho dil diwana hai sath jab tum ho dil diwana hai
ishq ki thokar me zamana hai ishq ki thokar me zamana hai 
humsafar tum ho aur tumhi manjil 
humsafar tum ho aur tumhi manjil 
gam kise kitni dur jana hai gam kise kitni dur jana hai 
sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai
khawab jo hai teri in aankho me 
khawab jo hai teri in aankho me 
zindagi ko inse sjana hai zindagi ko inse sjana hai 
ye safar bhi kitna suhana hai aage hum hai pichhe zamana hai
ye jo chhota sa hai chaman apna 
ye jo chhota sa hai chaman apna
isme nanha sa gul khilana hai isme nanha sa gul khilana hai 
sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai 
ishq ki thokar me zamana hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Anwar