Roman script

meri jaan meri jaan 
meri jaan tu yeh bata
meri jaan meri jaan 
meri jaan tu yeh bata
tujhse karoon wafa, ya khud se karu
meri jaan meri jaan 
meri jaan tu yeh bata
sang tere maru ya jiyun apna junoon
sacche jhoothe vaado se, hona hai kya
humko nahi pata hai jab, kal hoga kya
zindagi pe tera mera 
kisi ka na zor hai
hum sochte hai kuch 
woh saali sochti kuch aur hai
yeh zindagi yeh saali zindagi
hum chahate yahan hai 
saali jaati kahin aur hai
lamhe aur lamhon ke beech 
yeh tedhe medhe mod hai
yeh zindagi yeh saali zindagi
meri jaan meri jaan 
meri jaan tu yeh bata
tujhse karoon wafa, ya khud se karoon
phir ek raat hua ittefaq
main thi tere saath, pehlu mein soyi thi
khoya khoya saath, khwaabon wali raat
bani phir yaad 
pehlu mein khoyi si jaagi
subah ko zindagi, nayi si mili
nayi nayi raahon par, tujhe le udi
zindagi pe tera mera 
kisi ka na zor hai
hum sochte hai kuch 
woh saali sochti kuch aur hai
yeh zindagi yeh saali zindagi
hum chahate yahan hai 
saali jaati kahin aur hai
lamhe aur lamhon ke beech 
yeh tedhe medhe mod hai
yeh zindagi yeh saali zindagi

Song details

singer: Sunidhi Chauhan, Kunal Ganjawala, Shilpa Rao