Roman script

aajaao tadapte hai armaan 

aajaao tadapte hai armaan 

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

main rou yaha tum chup ho waha 

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

ho chand ki rangat udane lagi 

wo taaro ke din 

ab dub gaye dub gaye 

hai dard bhara bechain samaa

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

is chand dole mein aayi najar

is chand dole mein aayi najar

ye raat ki dulhan 

chal di kidhar chal di kidhar

aawaj to do khoye ho kaha

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

ghabrake najar bhi haar gayi 

ghabrake najar bhi haar gayi 

takdeer ko bhi nind aane lagi 

nind aane lagi 

tum aate nahi main jaau kaha 

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai 

ab raat gujarane wali hai

Explore this song