Roman script

jab jeeya, jab socha, tab jana

yaro bahut mushkil hain, in lamho ko bhul pana

ye pal hame yad aayenge, wo kal yad aayenge

ye pal hame yad aayenge, wo kal yad aayenge

hamne kiya yaha jo bhi kiya

roke kabhi hans ke jeeya

khushiya kabhi gam bhi liya 

roke kabhi hans ke jeeya

ye pal

barso jo khab bune sach wo aaj huye

barso jo khab bune sach wo aaj huye

mil hi gaya manjil ka nisha 

apne sapno ka jahan

chute na ye karwa apne sapno ka jahan 

ye pal

shukriya yaro shukriya pyar jo itna diya 

shukriya yaro shukriya pyar jo itna diya

aao milke jhume gaaye chhede sargam ko

nagme barsaye milke jhume gaaye

mil hi gaya manjil ka nisha 

apne sapno ka jahan

chute na ye karwa apne sapno ka jahan

ye pal hame yad aayenge, wo kal yad aayenge

ye pal

Explore this song