Roman script

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

jadu hai junun hai kaisi maya hai

ye maya hai

paaon ke taale kabhi dil pada mile agar

chum ke uthaiye khub dekh bhal kar

khub dekh bhal kar

jo koi puchh le to kya raah se uthaya hai

teri nili aankho ke bhanwar bade hasin hai

dub jaane do mujhe ye khwabo ki zamin hai

ye khwabo ki zamin hai

utha do apni palko ko ye parda kyo giraya hai

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

jadu hai junun hai kaisi maya hai

ye maya hai

chali gayi jo manchali pukarunga gali gali

wo leke dil meri zindagi chali chali udhar chali

wo ruthi ruthi rehti hai bahut bahut manaya hai

wo ruthi ruthi rehti hai bahut bahut manaya hai

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

ek hasin nigah ka dil pe saaya hai

jadu hai junun hai kaisi maya hai

ye maya hai

Explore this song