Roman script

yeh ladki jawaan ho gayi mujhpe meherbaan ho gayi 

yeh ladki jawaan ho gayi mujhpe meherbaan ho gayi

har koi chaahata hai ise, har koi chaahata hai ise 

dilwaalo ki jaan ho gayi, dilwaalo ki jaan ho gayi

yeh ladka jawaan ho gaya haseeno ki jaan ho gaya 

yeh ladka jawaan ho gaya haseeno ki jaan ho gaya 

har koi chaahata hai ise, har koi chaahata hai ise 

husnwaalo ki shaan ho gaya, husnwaalo ki shaan ho gaya

tere gaalo ki rango ko nikhaar du

julfe ulajhi hai aaja main sawaar du

tere gaalo ki rango ko nikhaar du

julfe ulajhi hai aaja main sawaar du

jindagi teri baahon mein gujaar du

dil yeh kehta hai yaara tujhe pyaar du

aa laga lu labo se tujhe, aa laga lu labo se tujhe 

tu toh meri jubaan ho gayi, tu toh meri jubaan ho gayi

yeh ladki jawaan ho gayi dilwaalo ki jaan ho gayi

thodi masti hai thoda sa surur hai

mera isame na koi bhi kusur hai

thodi masti hai thoda sa surur hai

mera isame na koi bhi kusur hai

ishq me dil deewaana mera chur hai

tera bhi kuchh iraada toh jarur hai

teri baato se abb dar lage, teri baato se abb dar lage 

tu jara beimaan ho gaya, tu jara beimaan ho gaya 

yeh ladka jawaan ho gaya husnwaalo ki shaan ho gaya

yeh ladki jawaan ho gayi dilwaalo ki jaan ho gayi

har koi chaahata hai ise, har koi chaahata hai ise 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song