Roman script

ye kya mujhko hone laga

dil diwana khone laga

ye kya mujhko hone laga

dil diwana khone laga

hai ye khumari kaisi 

koi mujhko bataye

hai ye khumari kaisi

koi mujhko bataye

ye kya mujhko hona laga

dil diwana khone laga

ye kya mujhko hone laga

dil diwana khone laga

hai bekarari kaisi 

koi mujhko bataye

hai bekarari kaisi 

koi mujhko bataye

naye naye gul khilaye

teri ada mujhko bhaye

naye naye gul khilaye

teri ada mujhko bhaye

koi sada khiche jaye

mujhe kaha chain aaye

mai itna betaab nahi tha

in palko me khwaab nahi tha

hai bekarari kaisi 

koi mujhko bataye

hai ye khumari kaisi 

koi mujhko bataye

lage mujhe duniya jhuthi

tune meri ninde luti

lage mujhe duniya jhuthi

tune meri ninde luti

jhuki jhuki teri aankhe

ruki ruki meri saanse

dard na samjhe haal na jane

dhadkan koi baat na mane

hai ye khumari kaisi

koi mujhko bataye

hai bekarari kaisi 

koi mujhko bataye

ye kya mujhko hone laga

dil diwana khone laga

ye kya mujhko hone laga

dil diwana khone laga

hai ye khumari kaisi

koi mujhko bataye

o hai bekarari kaisi

koi mujhko bataye

Explore this song