Roman script

ye kya hua janu na mai 

sab kuchh lage naya naya 

jee chahe masti me lehrau jhoomu gaau main 

udh jau ban ke baadal 

ambar me kho jaau 

aa sathiya aa aa

mere sanam achhi lagi 

jeene ki ye teri adaa

jiwan do pal ka 

milna gana muskurana hai 

chahat ki mehfil yara 

mil jul ke sajana hai 

aa dilruba aa aa

ye kya hua janu na mai 

sab kuchh lage naya naya 

ek nasha chhane laga 

dil diwana gane laga 

chhup chhup tere sapno me koi aane jane laga 

sach ho jayenge ye sapne apne

mil jul ke hum sath chale 

pyar na kbhi na ayega sath jiyenge sath marenge  

hum hai diwane sari duniya ko batayenge 

bichdenge jo ek duje se to sang mar jayenge 

vada raha 

ye kya hua janu na mai 

sab kuchh lage naya naya 

beet na jaye ye ghadiyan 

dil ki baat kehne do

in zulfo ke saaye me  

humdum mujhko rehne do 

zulfo ka khushbu tere liye 

palko ka jadu tere liye 

kehti hai ab dhadkan 

hai bekabu tere liy

hothon se kuchh na bolo 

aankho se ab kaam lo 

mai to ab na jaau 

apni baahon me tham lo

aa pass aa aa

ye kya hua janu na mai 

sab kuchh lage naya naya 

jiwan do pal ka 

milna gana muskurana hai 

jee chahe masti me lehrau jhoomu gau main 

udh jau ban ke baadal 

ambar me kho jau 

aa sathiya aa aa

mere sanam achhi lagi 

jeene ki ye teri adaa

Explore this song