Roman script

ye kya huya mujhko lage duniya nai nai

sab kuch badal gaya ya mai hi badal gai 

ye kya huya mujhko lage duniya nai nai

sab kuch badal gaya ya mai hi badal gai 

ye kya huya ye kya huya 

aaj pawan jab mujhe chhuye to

kanp ke tan man rah jaye 

aaj to meri sanso se mujhko

chandan ki khusabu aaye  

naina se bhi nazar churau naina itne sharmaye 

ye kya huya mujhko lage duniya nai nai 

sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi

ye kya huya ye kya huya 

nachate mor bhi puchh rahe hai 

kon mila tujhe raho me

sari duniya mujhiko dekhe 

acharaj sab ki nigaho me

ambar ne jyu utha liya ho dharti ko baho me 

ye kya huya mujhko lage duniya nai nai 

sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi

ye kya huya mujhko lage duniya nai nai 

sab kuch badal gaya ya mai hi badal gayi

ye kya huya ye kya huya

Explore this song