Roman script

ye kiska tasavvur hai

ye kiska fasana hai

jo ashq hai aankho me

tasvih ka gaana hai

ye kiska tasavvur hai

aankho me nami si hai

chup chup saba baithe hai

aankho me nami si hai

chup chup saba baithe hai

najuk si nigahe hai

najuk sa fasana hai

ye kiska tasavvur hai

ye ishq nahi aasa

itna to samajh lije

ik aag ka dariya hai

aur dub ke jana hai

ya wo the khafa humse

ya hum hai khafa unse

ya wo the khafa humse

ya hum hai khafa unse

kal unka zamana tha

aaj apna zamana hai

ye kiska tasavvur hai

Explore this song