Roman script

ye kis bandhan me uljhaya hai tune

jindagi mujhko jo toda bhi nahi jata

nibhaya bhi nahi jata ye kis bandhan me 

uljhaya hai tune jindagi mujhko

jo toda bhi nahi jata

nibhaya bhi nahi jata

ye kis bandhan me uljhaya hai tune

jo kehta tha mohabbat me

wafa ka devta ho ja

tajjub hai wahi kehta hai

ja mujhse bewafa hoja

magar ae bewafa mujhse 

bhulaya bhi nahi jata ye kis bandhan me 

uljhaya hai tune jindagi mujhko

jo toda bhi nahi jata

nibhaya bhi nahi jata

ye kis bandhan me uljhaya hai tune

ye uljhan ye pareshani

ye majburi khuda toba

mere saaki ne mujhko

de diya hai jaam kuch aisa

jo choda bhi nahi jata

uthaya bhi nahi jata ye kis bandhan me 

uljhaya hai tune jindagi mujhko

jo toda bhi nahi jata

nibhaya bhi nahi jata

ye kis bandhan me uljhaya hai tune

jindagi mujhko jindagi mujhko

Explore this song