Roman script

yeh khamoshiyaan ye sama

yeh taaron bhara aasmaan

na jaane kidhar le chaley

haaye taqdeer ki kashtiyaan

yeh khamoshiyaan ye sama

yeh taaron bhara aasmaan

na jaane kidhar le chalee

haaye taqdeer ki kashtiyaan

hamne samjha jisse aasraa

aankh kholi to ek khwaab tha

hamne samjhaa jisse aasraa

aankh kholi to ek khwaab tha

kyaa kahein kiss tarha

lut gaya dil ki raahon mein

yeh kaarwaan ye khamoshiyaan

yeh samaa ye taaron bhara aasmaan

na jaane kidhar le chalee

haaye taqdeer ki kashtiyaan

ham wohi hain wohi raat hai

par na pehli si woh baat hai

ham wohi hain wohi raat hai

par na pehli si woh baat hai

hai chaman bhi kali bhi wohi

baaghbaan par nahin meharbaan

yeh khaamoshiyaan

yeh sama ye taaron bhara aasmaan

na jaane kidhar le chalee

haaye taqdeer ki kashtiyaan

ae mere pyaar ki zindagi

aarzoo ab teri chhod dee

ae mere pyaar ki zindagi

aarzoo ab teri chhod dee

aa galey milke ho len judaa

khatm honey lagee daastaan

aa galey milke ho lein judaa

khatm hone lagee daastaan

Explore this song