Roman script

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

tu aake jaa chuka hai, main intazaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu 

tu aake jaa chuki hai, main intezaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai

kabhi sharmau, kabhi ghabarau, kabhi anjaane gale lag jaau

hey ye kya masti, ye kya alaam hai 

hume behekaye kaisa mausum hai

yu khiza me lag raha hai main bahaaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai

he jise me chahu wo dil jaani tu

tera raja main ha meri rani tu

he jise me chahu wo dil jaani tu

tera raja main ha meri rani tu

ha naya joda hai, nayi saadi hai

naya bangla hai, nayi gaadi hai

deewaani main na khudke ikhtiyaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

tu aake jaa chuki hai, main intezaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai main kis khumaar me hu

tu aake jaa chuka hai, main intezaar me hu

ye kaisi mulaakaat hai, main kis khumaar me hu

lyrics typed by: pournima gujar

Explore this song