Roman script

ye kaha mil gaye hum ye kaha mil gaye hum

aasmaan bhi lo has diya ye kaha mil gaye hum

ye kaha mil gaye hum aasmaan bhi lo has diya 

har najara bhi khil gaya parvato ke raste rasto pe hum

chahto ke waste chahto me hum chal mere sanam

ye kaha mil gaye hum ye kaha mil gaye hum

shayad ruthega sara jaha gum ki chayegi wo badliya

behkayega ye jaha sath honge hum aaye na wo duriya

paas honge hum chal mere sanam

duniya se hai bhala ye sama diware dale na darmiya

dilwalo ke liye hai saja dekho na fulo se mehka gulsita

gungunati hai hawa sath gaye hum

dolegi nadi jaha behte jaye hum chal mere sanam

mana hai pyara ye jaha tumpe thehre fir bhi nigaah

dil mera darta hai yaha har lamha

tumko na kho du jaaneja

paas mere aao tum yaar har janam

jism badlenge magar ruh wahi sanam

chal mere sanam ye kaha mil gaye hum 

ye kaha mil gaye hum

Explore this song