Roman script

ye jo nazar hamari tumhari ladi hai jawa

ye pyar ki aisi chingari bujhe nahi pani me

ye jo nazar hamari tumhari behki hai jawani me

ye pyar ki aisi chingari bujhe nahi pani 

ye jo nazar hamari tumhari ladi hai jawa

mohabbat jawa hai suhana sama hai

hansi hai hum sab par hamara

chale hai diwane huya hai na jane

irada ab bhi hamara o manjil meri tu janejaa

tere siva jana kaha ye zindagani

ye jo nazar hamari tumhari behki hai jawani me

ye hai pyar ki aisi chingari bujhe nahi pani

ye jo nazar hamari tumhari ladi hai jawa

Explore this song