Roman script

ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye 

tera chehra jab najar aaye 

ho tera chehra jab najar aaye 

ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye 

tera chehra jab najar aaye 

ho tera chehra jab najar aaye 

tu ijajat de agar tujhse thoda pyar 

main kar lu jaan-e-jaan

baith mere samne khali dil khali najar 

bhar lu jaan-e-jaan

tu khafa ho jaye, raat abhi ho jaye 

din tere aanchal mein chhup jaye, chhup jaye 

ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye 

tera chehra jab najar aaye 

ho tera chehra jab najar aaye 

tu agar kah de mujhe 

chand bhi le aau jaan-e-jaan, jaan-e-jaan

ek tara maang le 

aasman le aau jaan-e-jaan, jaan-e-jaan

yaad tu jab aaye nind bhi le jaye 

khwabo ke jangal mein chhup jaye, chhup jaye

ye jamin ruk jaye aasman jhuk jaye 

tera chehra jab najar aaye 

ho tera chehra jab najar aaye 

ho tera chehra jab najar aaye, ho

Explore this song