Roman script

ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye adaor ye garur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

khata hoga agar koi nishana aapka

utha layega khud hi teer diwana aapka

khata hoga agar koi nishana aapka

utha layega khud hi teer diwana aapka

diwana tu hai diwana raho ji dur dur

diwana tu hai diwana raho ji dur dur

ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

koi dekhe aji jhutha bahana aapse

ek rangin dhokha dil lagana aapse

koi dekhe aji jhutha bahana aapse

ek rangin dhokha dil lagana aapse

magar ek din ye dhokha to khaoge jarur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

nazar milte hi jane kya ishare ho gaye

bas itna yad hai ke hum tumhare ho gaye

nazar milte hi jane kya ishare ho gaye

bas itna yad hai ke hum tumhare ho gaye

khata na koi tumhari hai mera hi kasur

khata na koi tumhari hai mera hi kasur

ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur

bachega aaj kaise dil kaho mere huzur

Explore this song