Roman script

ye hawaye sanam ye nazare

kah rahe hai ye karke ishare

tu ho ja kisi ka ho ja re

ye hawaye sanam ye nazare

julfo ki chhao pe soja jara

khabo ki duniya me kho jara

pure kar le apne arman dil ke pyare

ye hawaye sanam ye nazare

kah rahe hai ye karke ishare

kis nashe me ye jahan hai

khoya khoya ye sama hai

aaj kya hua hai jadu

na jane dil kahan hai

maine chhodi hai naav tere sahare

ye hawaye sanam ye nazare

kah rahe hai ye karke ishare

aa duniya se begana kar du tujhe

bin peelaye hi mastana kar du tujhe

raaz dil ke chura lu tere sare

ye hawaye sanam ye nazare

kah rahe hai ye karke ishare

tu ho ja kisi ka ho ja re

ye hawaye sanam ye nazare

Explore this song