Roman script

ye hawa, kehti hai kya

sun to, meri jaana meri jaana

ye hawa, kehti hai kya

sun to, meri jaana meri jaana

ye fiza, kehti hai kya

sun to, meri jaana, meri jaana

meri jaana

bin tere mai kaise jee sakunga

tera pyar kab mai pa sakunga

bin tere mai kaise jee sakunga

tera pyar kab mai pa sakunga

meri dua, chahti hai kya

tera pyar jaana, meri jaana

meri dua, chahti hai kya

tera pyar jaana, meri jaana

meri jaana

mehki hai fizayein, tu kahan hai

suni waadiyan hai, tu kahan hai

mehki hai fizayein, tu kahan hai

suni waadiyan hai, tu kahan hai

sun le mere, dil ki sada

aaja, meri jaana, meri jaana

sun le mere dil ki sada

aaja, meri jaana, meri jaana

ye hawa, kehti hai kya

sun to, meri jaana meri jaana

meri jaana meri jaana

Explore this song