Roman script

hain jaagi jaagi raat

hain roye jazbaat

hai khali khali haat apne

hai jhoothi saari baat

hai jhoothe sabhi saath

hai pehne kyun nakaab sabne

yeh hai mumbai meri jaan

jaagte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai meri jaan

ghumte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai meri jaan

na tum the bewafa

na hum the bewafa

phir kyun ye faasla hai yahaan

is mod pe aake hum

tanha yun jal rahe

shayad ye hai gila pyar ka

yeh hai mumbai meri jaan

jaagte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai meri jaan

ghumte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai meri jaan

chalna hai bas yahan

rukne mein kya mazaa

jine ka karz hai ek saza

bematlab koshishe

karti hai khwahishe

sach pehan ke baitha hai jhuth yahan

yeh hai mumbai meri jaan

jaagte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai meri jaan

ghumte hain, raat bhar sab yahaan

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai-

yeh hai mumbai meri jaan

Explore this song