Roman script

he mister kaha jaa rahe ho, hamse tum kuchh chhupa rahe ho 

jara baitho jara sun lo
jara baitho jara sun lo, bhul jaao ye dushmani 

naya nasha naya yaar 
naya nasha naya yaar, nayi umang naya pyaar 

fir bhi sanam tere hain ham, fir bhi sanam tere hain ham
teri meri yaari to hain badi puraani 
he mister kaha jaa rahe ho, hamse tum kuchh chhupa rahe ho 
he he mister kaha jaa rahe ho, hamse tum kuchh chhupa rahe ho 
jara baitho jara sun lo
jara baitho jara sun lo, bhul jaao ye dushmani 
pal do pal to jeete hai ham, ponchho aansu chhodo ye gam 

kuchh to kaho bas hanste raho, kuchh to kaho bas hanste raho 
hansne ke liye to hain zindgaani 
he mister kaha jaa rahe ho, hamse tum kuchh chhupa rahe ho 
he he mister kaha jaa rahe ho, hamse tum kuchh chhupa rahe ho 
jara baitho suno jara sun lo

Song details