Roman script

ye dil diwaana hain tera, main ye ikraar karti hu 

main sabke saamane kah dungi, tujhse pyaar karti hu 

ye dil diwaana hain tera, main ye ikraar karta hu

main sabke saamane kah dunga, tujhse pyaar karta hu  

pyaar is dil me tera, kab se chhupa rakha hain, rakha hain

pyaar ke dard ko, seene me daba rakha hain

seene me daba rakha hain 

main pahali baar apane pyaar ka ijhaar karti hu

ye dil diwaana 

ye dil diwaana hain tera, main ye ikraar karti hu

main sabke saamane kah dungi, tujhse pyaar karti hu 

ab to ye waade iraade hain tere ho jaaye 

tere ho jaaye 

dil ye kahta hain ki, chahat me teri kho jaaye

hay kho jaaye 

tu mere dil ki dhadkan hain kab main ikraar karta hu

ye dil diwaana 

ye dil diwaana hain tera, main ye ikraar karta hu

ye dil diwaana hain tera, main ye ikraar karti hu

main sabke saamane kah dungi, tujhse pyaar karti hu

Explore this song