Roman script

ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani

sunane laga hai wo bhuli si kahani

ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani

sunane laga hai wo bhuli si kahani

yu do dil mile the aur milkar mite the

ashqo ki jubani, chahat ki daastan

ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani

sunane laga hai wo bhuli si kahani

hum o sanam mile tumse

ha tum ha tum mile humse

mausam mahakne laga hai

ye dil bahakne laga hai

hum o sanam mile tumse

ha tum ha mile humse

ha ha ha ha ha

ye jivan bhi kya hai, karam ya saza hai

hai sach ya fasana koi bhi na jana

yu do dil mile the aur milkar mite the

ashqo ki jubani, chahat ki daastan

ye bhiga sa mausam, ye barish ka pani

sunane laga hai wo bhuli si kahani

Explore this song