Roman script

yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

andheri rat ghataao se dard barasega 

andheri rat ghataao se dard barasega 

tere bina jale yeh dil sej pyar tarasega

mai ro ro maru, tore paiya padu

na ja more saanware piya

yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

tere bagair kya maja hai jindagani me

tere bagair kya maja hai jindagani me

na jao beraham laga ke aag pani me

na jao beraham laga ke aag pani me

yeh thandi phuhar, yeh koyal pukaar

na ja more saanware piya

yeh barkha bahar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki

ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki

hai rut najar se najar, dil se dil milane ki

yeh pahala ashad dikha de dulaar

na ja more saanware piya

yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

tere baghair kya maja hai jindagani me

tere baghair kya maja hai jindagani me

na jao beraham laga ke aag pani me

na jao beraham laga ke aag pani me

yeh thandi phuhaar, yeh koyal pukaar

na ja more saanware piya

yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

na ja more saanware piya

Explore this song