Roman script

ye anjaan raahe ye manzil parayi

mujhe zindagi tu kaha leke aayi

kaha leke aayi

ye anjaan raahe, ye manzil parayi

mujhe zindagi tu kaha leke aayi

kaha leke aayi, ye anjaan raahe 

kismat ne wo thokar maari 

dil ka shisha toot gaya

pyar ki mahfil raas na aayi

yaar ka daman chut gaya

kismat ne wo thokar maari 

dil ka shisha tut gaya

pyar ki mahfil raas na aayi

yaar ka daman chut gaya

saya bankar sath chalegi

jiwan bhar ye tanhayi

ye anjaan raahe, ye manzil parayi

mujhe zindagi tu kaha leke aayi

kaha leke aayi, ye anjaan raahe 

aaj meri majbur wafa khud 

mere liye ilzaam hui

ruth gaye hai geet milan ke 

dard me doobi sham hui

aaj meri majbur wafa khud 

mere liye ilzaam hui

ruth gaye hai geet milan ke 

dard me doobi sham hui

jaane kis din tutegi ab sanso ki ye sahnayi

ye anjaan raahe, ye manzil parayi

mujhe zindagi tu kaha leke aayi

kaha leke aayi, ye anjaan raahe

Explore this song