Roman script

ye aankh sharaabi jaadu 

ye gal gulaabi jaadu

ye rang shabaabi jaadu ye jaadu

mera dil pe nahi hai kaabu 

karta hai mujhe bekaabu

kaisa hai tera ye jaadu ye jaadu

chahat se tha main anjaana 

dekha jo tujhe o jaana

ban baitha tera parwaana o jaana o jaana

chaahat se tha main anjaana 

dekha jo tujhe o jaana

ban baitha tera parwaana o jaana o jaana

mera dil pe nahi hai kaabu 

karta hai mujhe bekaabu

kaisa hai tera ye jaadu ye jaadu

ye aankh sharaabi jaadu 

ye gal gulaabi jaadu

ye rang shabaabi jaadu ye jaadu

ye rup tera mastaana ho 

jaau naa main divaana

maine to tujhe hai maana 

o jaana o jaana

ye rup tera mastaana ho 

jaau naa main divaana

maine to tujhe hai maana 

o jaana o jaana

mera dil pe nahi hai 

kaabu karta hai mujhe bekaabu

kaisa hai tera ye jaadu ye jaadu

ye aankh sharaabi jaadu ye 

gal gulaabi jaadu

ye rang shabaabi jaadu ye jaadu

Explore this song