Roman script

ye julf kaisi hain, janjir jaisi hain

ye julf kaisi hain, janjir jaisi hain

wo kaisi hogi, jis ki tasawir ayesi hain

ye ankh kaisi hai, hay tir jaisi hain

ye ankh kaisi hai, hay tir jaisi hain

wo kaisa hoga, jis ki tasawir ayesi hain

tum to muze pasand ho, kya main tumhe pasand hun

kya tum rajamand ho, main to rajamand hun

bolo chup kyu ho 

main tum se kya bolu, takadir kaisi hain

main tum se kya bolu, takadir kaisi hain

wo kaisa hoga, jis ki tasawir ayesi hain

ye julf kaisi hain, janjir jaisi hain

wo kaisi hogi, jis ki tasawir ayesi hain

ghunghat nikal ke piya, baithhungi main to aj se

dekho na is tarah muze, mar jaungi main laj se

ye khwab kaisa hain, tabir kaisi hain

ye khwab kaisa hain, tabir kaisi hain

wo kaisi hogi, jis ki tasawir ayesi hain

ye ankh kaisi hai, hay tir jaisi hain

wo kaisa hoga, jis ki tasawir ayesi hain

wo kaisi hogi, jis ki tasawir ayesi hain

Explore this song