Roman script

yeh jindgi usiki hai jo kisi ka ho gaya

pyar hi me kho gaya 

yeh jindgi usiki hai jo kisi ka ho gaya

pyar hi me kho gaya yeh jindgi usi ki hain

yeh bahar yeh sama keh raha pyar kar

kisiki arjoo me apne dil ko bekarar kar

jindgi hai bewfa 

jindgi hai bewfa lut pyar ka maja

yeh jindgi usiki hai jo kisi ka ho gaya

pyar hi me kho gaya yeh jindgi usi ki hain

dhadak raha hain dil toh kya dil ki dhadkane na gin

dhadak raha hain dil toh kya dil ki dhadkane na gin

phir kaha yeh phursate phir kaha yeh rat din

aa rahi hai ye sada 

aa rahi hai ye sada mastiyo me jhum ja

yeh jindgi usiki hai jo kisi ka ho gaya

pyar hi me kho gaya yeh jindgi usi ki hain

Explore this song