Roman script

ye zindagi kahin bhi le 

jaaye pata nahi pata nahi

ye zindagi kahin bhi le 

jaaye pata nahi pata nahi

faila andhera kahin 

hai tanhaaiyan

jo tera hai ya 

nahin hai ruswaaiyaan

tu dekhta bhi kya hai

tu khojta bhi kya hai

hai sochta bhi kya

hai maanta bhi kya

jo hai tera ya teri pachchaiyaan

ye zindagi kahin bhi le 

jaaye pata nahi pata nahi

ye zindagi kahin bhi 

le jaaye pata nahi pata nahi

kabhi yunhi hansaye 

ye bewajah rulaye

juaa ye kaisa koi khel jaaye

lage qarib aaye

chuoo to dur jaaye

ye sauda kaise koi kar jaaye

kyun meri aankho me nami hai

naa jane kaisi kya kami hai

jo sabke chehre pe hasi hai

wo sach hai ya

jhoothi koi parchaiyaan

ye zindagi khushi bhi de jaaye

pata nahi pata nahi

ye zindagi kahin bhi 

le jaaye pata nahi

pata nahi

faila andhera kahin 

hai tanhaaiyan

jo tera hai ya 

nahin hai ruswaaiyaan

tu dekhta bhi kya hai

tu khojta bhi kya hai

hai sochta bhi kya

hai maanta bhi kya

jo hai tera ya teri pachchaiyaan.

Explore this song