Roman script

kisiki nigaho se ye khwab churata hai

kisike khayalo ko khyalo me chupata hai

kisiki nigaho se ye khwab churata hai

kisike khayalo ko khyalo me chupata hai

rato ko jagata hai din mein satata hai

bechain hai sham se ho dil gaya gaya gaya kam se 

dil gaya gaya gaya kam se 

kisiki nigaho se ye khwab churata hai

kisike khayalo ko khyalo me chupata hai

rato ko jagata hai din mein satata hai

bechain hai sham se

dil gaya gaya gaya kam se hey hey hey dil gaya gaya gaya kam se

aake baho me yar ki ye toh khone laga

dekho deewana pyar me pagal hone laga

kaise main ise samjhau bhala dhadke hai dilbar ke nam se

dil gaya gaya gaya kam se hey hey hey dil gaya gaya gaya kam se

jhume reh reh ke hosh me chahe tanhaiya

bhule duniya ko josh me dhunde parchaiya

armano ko chede har ghadi rahe ab na ek pal aaram se

dil gaya gaya gaya kam se hey hey hey dil gaya gaya gaya kam se

kisiki nigaho se ye khwab churata hai

kisike khayalo ko khyalo me chupata hai

rato ko jagata hai din mein satata hai

bechain hai sham se ho dil gaya gaya gaya kam se

dil dil dil gaya gaya gaya kam se dil dil dil gaya gaya gaya

Explore this song