Roman script

ye zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai

wafa bhari najar me bhi kuch kami si lagti hai

kadam kadam pe kyu mujhe bebasi si lagti hai

wafa bhari najar me bhi kuch kami is lagti hai

ye zindagi kabhi kabhi

jina chahu jee na saku marna chahu to mar na saku

hai apna koi nahi mai kaha jaau

jakhmi hai dil mera kisko dikhlau

mai aise halat me tadapta rahunga

ye zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai

ye zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai

wafa bhari najar me bhi kuch kami si lagti hai 

ye zindagi kabhi kabhi

rona chahu ro na saku hasna chahu to has na saku

haa gujre wo din kabhi yaad aate hai

mujhko wo rat din kisko satate hai

mai jine ki ummid me marti rahungi

kadam kadam pe kyu mujhe bebasi si lagti hai

kadam kadam pe kyu mujhe bebasi si lagti hai

wafa bhari najar me bhi kuch kami is lagti hai

ye zindagi kabhi kabhi ajnabi si lagti hai

kadam kadam pe kyu mujhe bebasi si lagti hai

wafa bhari najar me bhi kuch kami si lagti hai

Explore this song