Roman script

ye zindagi char din ki hai pyar karne ke liye
o maharban hai ye sama ikrar karne ke liye 
aa bhi ja ja ja aa bhi ja
jab bhi baharo me aise nazaro me 
apas me milte hai nain badhti hai bekrari si
ek bekarari si udd jata hai dil ka chain
jara mere hath tu hath de
wafa ki dagar me mera sath de de
aa bhi ja ja ja aa bhi ja
dil se dil milane de gulse khilane de
mausam ki hai ye pukar
fir kab lagenge ye mele baharo ke kis ko pata 
ye mere yar jara mere hath tu hath de
wafa ki dagar me mera sath de de
aa bhi ja ja ja aa bhi ja

Song details

Song video

Watch on YouTube