Roman script

ye wo dharti hai ki jaha 

ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se 

duniya walo suno kahani vhar dham ke dhyan se 

ye mandir hai jagarnath ka deta hai puja ka fal 

kare tapsya indar dayun ne tap se sukh gaya jangal 

tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal 

tap se kante phul bane fir jangal mein chhaya mangal 

parkat ho gaye krishan kanhaiya parkat ho gaye 

krishan kanhaiya raja ka uddhara kiya 

is dharti ka dukh harne ko raja ko udhar diya 

kaha tumhari puja se main is dharti par aaya hu 

bhakto ki chha karne ka main vachan sath mein laya hu 

kaha krishan ne sagar mein tairta hai ladki ka tukda 

us tukde ko lao usme chhupa hua mera mukhda 

raja gaya bhag lagre liya tairta tukda

socha ab ye door karega janm marn ka sab dukhda 

puja kari sath rani ke tukde ko samma diya 

tabhi vishvkarma ne kar bhakto ka kalyan kiya 

raja rani ne uthkar ke kiya vishvkarma bandan 

khel utha unke mukhde par jivan ka sukh abhinanadan 

raja rani ne uthkar ne diya vishvkarma ke hath

lekar pahunche murti rachane nar ko nach nachte nath

baithe rachate murti nath ki bhakt waha par dhyan se 

kaha tees din ke pichhe tum deep jalana maan se 

idhar vishvkarma rachana ki sundar kala dikhate the 

kat chhant bal bhadr subhdra mohan murti banate the 

udhar maharani ke naina darshan ko the 

tod diya rani ne dhiraj bita nahi mahina tha 

hui anguthi puri lekin jadna abhi nagina tha 

rani ne dhiraj ko tang kar khol diya mandir ka dwar 

rahi adhuri murti chhodkar gaye vishvkarma shamshan 

rahi kath ki murti adhuri rani ke agaan se 

tribhujan ka klyan hua shiri jaganarth muskan se 

ye wo dharti hai ki jaha bhagwan mile insan se 

duniya walo suno kahani char dham ke dhyan se

Explore this song