Roman script
ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe khamoshiyo ki sadaye bula rahi hai tumhe ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe tumahari zulfo se khushabu ki bhikh lene ko jhuki jhuki si ghataye bula rahi hai tumhe khamoshiyo ki sadaye bula rahi hai tumhe ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe hasi champai pairo ko jabse dekha hai nadi ki mast adaye bula rahi hai tumhe khamoshiyo ki sadaye bula rahi hai tumhe ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe mera kaha na suno dil ki baat to sun lo har ek dil ki duaye bula rahi hai tumhe khamoshiyo ki sadaye bula rahi hai tumhe ye vadiya ye fizaye bula rahi hai tumhe
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aaj Aur Kal (1963)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Nanda
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Raj Kumar
- Actor: Tanuja
- Actor: Agha
- Actor: Dhumal
- Actor: Deven Verma
Song video
actor: Sunil Dutt, Nanda