Roman script

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

ye rupiye paise aane sab janta ka hai

ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai

ye pehle tha tumhara lekin ab janta ka hai

ye pehle tha tumhra lekin ab janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

ye rupiye paise aane sab janta ka hai

ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye ab janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali

nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali

shaku kesi ye aaj kal ki reet hai kale bazar wali

nitu andar bhara godam hai magar bahar dukan khali

bacha jo line me lag raha vo budda ho ke palat raha

gehu chawal hera feri ka kaam dikhaye sab janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

bhagwan hum agar isi tarah apni murad paaye

halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadayen

bhagwan hum agar isi tarah apni murad paye

halve mithayi ka sada tumhe parsad hum chadaye

par kab tak yun hi khade rahe hum kya bahar hi ade rahe

hey pandit ji tum gher ke jisko bethe ho vo rab janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli

kis aan ban se ye ja rahi baratiyon ki toli

dekho re is tarah saji bani jati hai kiski doli

kis aan ban se ye ja rahi baratiyo ki toli

arman hai main saju kabhi pyari si dulhan banu kabhi

sun o pagli mat bhul nibhana humko bhi kartav janta ka hai

fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai 

fir shadi bhi kar lenge jab ye hak janta ka hai 

ye unche mahal suhane sab janta ka hai

ye rupiye paise aane sab janta ka hai

ye gadi ye batuye chhupe khjane sab janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

to janta ko hi de do jab ye hak janta ka hai

Explore this song