Roman script

lagi hai aag si har mauj ki rawani me

macahl rahi hai koi najni pani me

ye tune kya kaha kaha hoga 

ye maine kya suna suna hoga

are ye dil gaya gaya hoga

ye tune kya kaha kaha hoga 

ye maine kya suna suna hoga

are ye dil gaya gaya hoga

ye tune kya kaha kaha hoga 

humse bahar aayi janewafa

aaj teri sath tere sath

pyar le angdai chhaya nasha 

tham mera hath mera hath

dur na jana karke bahana 

mere sanam tu mere sanam tu

ye tune kya kaha kaha hoga 

ye maine kya suna suna hoga

are ye dil gaya gaya hoga

ye tune kya kaha kaha hoga 

banke lehar jhume aaj mera pyar 

tere sath tere sath

julf teri chume kali ghata jaise

mere sath mere sath

bhul na jana dil ka fasana

mere sanam tu mere sanam tu

ye tune kya kaha kaha hoga 

ye maine kya suna suna hoga

are ye dil gaya gaya hoga

ye tune kya kaha kaha hoga 

udta hua aanchal leke hawa dole 

mere sath mere sath

dil me machi halchal 

jane ada bol koi bat koi bat

tod na jana dil ye diwana

mere sanam tu mere sanam tu

ye tune kya kaha kaha hoga 

ye maine kya suna suna hoga

are ye dil gaya gaya hoga

ye tune kya kaha kaha hoga

Explore this song