Roman script

isko chhedo na ye jag se begaani hai 

isko chhedo na ye jag se begaani hai

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki ye to khwaaja ki

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

dewaani mastani begaani anjaani anjaani dewaani hai 

iske dil mein akeedat ki hai ek lagan

hosh mein kitna hai iska dewaanapan

hosh mein kitna hai iska dewaanapan

o janti hai mana lenge khwaaja ise 

ruthne mein bhi hai iske ek baakpan 

ruthne mein bhi hai iske ek baakpan 

karne fariyaad ye diljali aai hai

apne khwaaja se ladne chali aai hai

apne khwaaja se ladne chali aai hai

apne khwaaja se ladne chali aai hai

apne khwaaja se ladne chali aai hai

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

dewaani mastani begaani anjaani anjaani dewaani hai 

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ajnabi se khafa koi hota nahi

har jageh jake koi rota nahi

har jageh jake yu koi rota nahi

ye bhi ek raaz hai khoob andaaz hai

ishq jab tak na ho hosh khota nahi

ishq jab tak na ho hosh khota nahi

o mangne mein bhi iske nahi aajezi

humne aisi bhikharan na dekhi suni

humne aisi bhikharan na dekhi suni

humne aisi bhikharan na dekhi suni

humne aisi bhikharan na dekhi suni

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

dewaani mastani begaani anjaani anjaani dewaani hai 

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

inke kadmo mein aa apni aankhen biccha

maang dil se duaa aur kar itlija

inke kadmo mein aa apni aankhen biccha

maang dil se duaa aur kar itlija

khwaja bahare khuda meri bigadi bana

sadka usmaan ka sadka hass nain ka

vasta de zara shaahe ko nen ka

phir karam dekhna sab kuch hoga ataa

suno dewaani aise hai khwaja mere

dur kar denge pal bhar mein sab gum tere  

zakhm hi zakhm hai to dawa bhi mile

aasra chahiye aasra bhi mile

aasra chahiye aasra bhi mile

kaun si chezz duniya mein mumkin nahi

maangne wala ho to khuda bhi mile

dil agar bujh gaya roshni bhi mile

tu akeedat se aa ye masiha bhi hai

zindagi chahiye zindagi bhi mile

zindagi chahiye zindagi bhi mile

jab andhere mein the roshni mil gayi

maut sir se tali zindagi mil gayi

mil gayi mila gayi zindagi mil gayi

ho gaya dekhna aaj kispe karam

rakh liya mere khwaja ne kiska bharam

rakh liya mere khwaja ne kiska bharam

is adaa se ye kiski nigeh baani hai

ispe khwaja piya ki meherbaani hai

ispe khwaja piya ki meherbaani hai

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

humne na dekhi aisi dewaani aisi dewaani kaisi dewaani

dewaani mastani begaani anjaani anjaani dewaani hai 

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

ye to khwaaja ki dewaani dewaani hai dewaani

Explore this song