Roman script

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

dil ko jalayein ha

mujhko dasne lagi ye tanhaai

mujhko dasne lagi ye tanhaai

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

khoi-khoi ye raat hai

dil me dabi dil ki baat hai

kaise sahu ye duriyaan

badhne lagi hai betaabiyaan

aaj mausam bhi hai kitna harjaai

aaj mausam bhi hai kitna harjaai

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

tanha tanha dil ye jale

chupke chupke raat dhale

haule haule behke sama

dheere dheere nikle ye ja

ab machale lagi meri parchaai

ab machale lagi meri parchaai

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

dil ko jalayein ha

mujhko dasne lagi ye tanhaai

mujhko dasne lagi ye tanhaai

ye thandi hawayein, ye kaali ghatayein

aag lagayein

Explore this song