Roman script

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan 

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan 

tum asmani hur ho, tum asmani hur ho

ya ho farishte ki dulahan 

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan 

ye surkh joda ye badan 

ye sokhiya aur ye ada, saanso me sargam ki sada 

hoge hasi lakho magar

tumsa nahi hain waah khuda 

tumsa nahi hain waah khuda 

aankho me do taare saje

julfe ghata chehara chaman

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan 

ye surkh joda ye badan

dekha dil me khwab jo, su khwab ki tabir ho 

to tum hi meri zindagi, tum hi meri takdeer ho 

tum hi meri takdeer ho 

tum bin jala degi mujhe, ye mere sine ki jalan 

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan

ye asmani hur ho, tum asmani hur ho 

ya ho farishte ki dulahan 

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan 

ye surkh joda ye badan

Explore this song